Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

kamar dar akrab istakraj

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 17

kamar dar akrab istakraj

As salamu allaiqum


nahosat kamar dar akrab tareka se hai tareka se morad yeah hai ka jo manzil balahe akrab waka hai is main

kamar dakel ho bas dakla kamar burj akrab takrebon ake din raat pehla kamar is manzil main dakel ho jata

hia is zamana ko tareka ko bazz amel kamar dar akrab se be zada nahis tar jante hai or bazz amel kehta hai

ka nahosat ibtadahe tareka se hia kamar ka kalab ul akrab tak gozarna ka waquat is k baad nahosat nahi

tareka mohtarfa 14 darja hai yani 19 darja meazan se 3 darja akrab tak asool in ka nazdeak yeah hai ka

tareka mohtarka mokabal tareka nera ka hai tareka nera maban danja sharaf aftab wa kamar ko kehta hai

or tareka mohtarka mabain haboot aftab wa kamar ko kehta hai choka darja ha he maban alsharfeken wa

maban alhayboten 14 hai is liya sirf inhe darjat main nahosat gani gahe hai is ka bad nahosat nahi hai ishe

he simple zaban main kamar dar akrab kehta hai

istaraj kamar dar akrab =

maslan 16we jamade alsani ko deakha k kamar kaha hai bus 16 ko 2 gonah kardeya to 32 howa 5 adat

kanoon ka barahe to 37 howa aftab is waquat burj hamal main tha 5,5, burj hamal se takseem kiya to 7we

burj meazan tak 35 hote hai baki 2 bacha to maloom howa k meazan se nikal akrab main ah choka hai abb 2

ko 6 se zarab deya to 12 howa bus maloom howa tareke mazkor ba waquat sham ko burj akrab main 13

darja takrebon aiya hai


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

0 comments: