Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

kamar ka asrate

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 33
kamar ka asrate

As salamu allaiqum

yeah jan lay ka kamar hamare dunia ka fali nizam per hukum rah ha jab tak yeah mavafiq na ho afal main tasir peda nahi hote lahaza amal ya nakash taiyaar karte waquat kamar ki halat ka andaza kareen k is k mizaj ko samjha or yeah be maloom kareen ka wo saad ha ya nahis ha
kamar nahosat se tab pak hota ha jab k giran main na ho tahat al shah na ho tareka mohtarfa na ho akrab main ba halat haboot na ho. wabal na ho or nazrate nahis se wabista na ho tab ja kar amal saad apna faal zahir karte ha verna sakte or pareshani ka sewa kuch hath nahi ata or amal zaya hota ha belka bazz okat nateja ulta zahir hota ha
ha albata amal nahis ho to kamar ki nahosat jis qader zada ho gee amal ko otni he kowat mila gee kamar ba naznab her kam ka liya nahis hota ha kamar tahat alshah nahis hota ha sharaf kamar saad hota ha .
matlab tamam ikhtaraj se yeah ha k maksad k mawafiq pore pore wafikat ko hasil kareen ka yeah faisala kareen k aiya matloba maksaad k liya sahe waquat kon sa ha

agar kohi maksaad ka mawafiq waquat hath main na ah saka or nazdeki waquat main kohi umeed be na ho to tamam umor ko pora karte howa jo be mawafiq mil sake is ko kafe samajh lay bus is tasir kam hogee is kadar zada nhi hogee or jab be mokamal waquat hath lag jahe to yeah jan lay ka apka hath main built ah gahe ha or apka samna shekar ha amal main bal baraber be faraq nah ho ga

example

main chata ho ka amal hoob wa taskheer ka karo to is ka liya nazdeki mah joza intakhaab kiya yani mahi 22 ta 21 june agar mah shamsi ka tayoune kareen to talah waqaut joza lay gay q k joza in burj main se ake ha jis main taskheer k amal kaiya jate ha
yeah badi ha is liya nakash badi hoga roze ha din ko kareen gay seyahe sabaz ya zard lay ga ya kagaz in rango ka lay ga ya labas ya janamaz ya romal lay gay ya kamar burj joza main hoga tab amal kareen gay

joza ki jo sawa do manzil hote ha wo ha haka hanfa or zarah in main se 2 manzil mawafiq ha hanka or zarah dono theek ha saad ha or taskheer main kam date ha lahaza in main se ake k intahakhab kareen din jo ha jumara rat ya juma ka hona chaheya to behtar ha jab din ka tayoun ho jahe to saad mavafiq lay abb kamar ko deakha ka wo saad ha ya nahis agar saad ha to phir amal kamyab hoga kabe khata nahi kahe ga


note ( saath or kamar ki manzil agay ka chaptors main batao ga )


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

0 comments: