Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

maratib seyargan

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 27

maratib seyargan


As salamua allaiqum


elim najoom main maratib setara us ko kehta hai ka setara burj ka ka maksos darjo main ahe yeah maksos darjo main se

setara ko aoj , haziz , tarfa , wabal , farah , tarfa lagta hai

is ki main apko detail ka sath bata ho taka apko assani se samajh main ah jahe


her setara jo hai 12 burjo main apna safer tah karta hai wo abb is safer ka doran wo burjo ka maksos darjo main se

gozarta hai to wo kabe

aoj main hota hai to kabe wabal main elim najoom main amil ka liya yeah baateen maloon hona zaroore hai


asrate

1 burj aoj main jab setra hota hai to bolandi wa sarfaraze lata hai sharaf se is ki kowat dosare darja per hote hai taraki or

hasool azo wa jo ka amal karna chaheya

2 burj haziz main jab setara hota hai to paste wa garawat per dalalat karta hai kisi ko martabah se girana ya kahim ki

nazroo main zalil karna ka amal karna chayea

3 burj wabal main jab setara hota hai to dushmano ki tabahe wa barbadi ka amal karna chaheya

4 burj tarja main jab burj setara hota hai to taraki ka amal karna chaheya

5 burj farah main jab burj setara hota hai to farhat wa kushe or rafa gham k amal karna chaheya

6 burj tarah main jab burj setara hota hai to mokhalifo ko pareshan karna ka amal or amraz wa gham ko mosalat karna

ka amal karna chaheya



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

setaro ka burj main aham darja

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 28

setaro ka burj main aham darja


As salamu allaiqum


zohal = aoj kos ka 13 darja , haziz joza 13 darja , tarfa jadi or dilo , wabal asad or sartan , farah hoot, tarah subola


mushtare = aoj meazan 2 darja , haziz hamal 2 darja , tarfa kos or hoot , wabal joza or subola , farah dilo , tarah asad

merike = aoj asad 19 darja, haziz dilo 19 darja , tarfa hamal or akrab , wabal meazan or sor , farah sunbola , tarah hoot

shams = aoj sartan 20 darja , haziz jadi 20 darja , tarfa asad , wabal dilo , farah kos , tarah joza

zehra = aoj joza 22 darja , haziz kos 22 darja , tarfa sor or meazan , wabal akrab or hamal , farah asad , tarah dilo

atarad = aoj akrab 5 darja , haziz sor 5 darja , tarfa joza or sunbala , wabal kos or hoot , farah hamal , tarah meazan

kamar = aoj sunbola , haziz hoot , tarfa sartan , wabal jadi, farah joza, tarah kos


ake jadool deta ho is main apko or achi tarah samajh ah jahe ga




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

sharaf wa haboot seyargan

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 28


sharaf wa haboot seyargan


As salamu allaiqum

her burj k maksos darjo per kawakib ko sharaf wa haboot hota hai sharaf saad hota hai or haboot nahis hota ha jab

setara burj sharaf main ata ha to setare ki taquat ba darja kamal sadat rakhte ha taraki , sargaraze , hasool , azwa jal , mal

dolat k amal nayaz setare ki maksos taquat k amal karna chaheya or sharaf k mokabal burj main jab setara jata ha to

haboot ho jata ha is main badarja kamal kamzoor wa nahis ho jata ha mokhalifo or dushmano ki tabahe wa pareshani ,

sargardani or mokhalif farekan k amal karna chaheya

ake jadool deta ho us main apko assani main samajh ah jahe ga





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

sharfat kawakib

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 29

sharfat kawakib


As salamu allaiqum


sharaf sham =

hasool maratib , jah wa monzilat , dushmano per fatayabi , azmat or fatohat ka liya nakosh wa alwah taiyaar ki jate ha hamal loh per sehar galib nahi hota na kohi shaks galib ahsakta ha na mosalat ho sakta ha or is ki loh talah per taiyaar ki jate ha waja almofasil or bohat sare dardo se aman main rakhna k amliyat taiyar kiya jate ha .


sharaf atarad =

takseer afsaran wa hokam , taskher ahla kalam , kawi alhafza , hona ka liya mobahasa amli main fokiyat ka liya hasool aloom hakmiya or kamyabi imtaham k liya , kund zehni door karna kowat fizahat or balagat ko hasil karna ka liya alwa taiyaar ki jate ha amraz main se malikholiya , sirah , fateral or bacho k khowab ki ya badare main darna ki alwa taiyaar karte ha


sharf zehra =

tashkeer khalaq , taskheer mustowrat mozma , taskheer mahboob , taskheer kalab , or raju khalaq ki alwah ki jate ha karobare seyase admi doctor tabib or dukandar k liya raju khalaq k amliyat bante ha jo bahis amdan azat wa shorat hote ha amraz main jo orateen k maraz hote ha hefazat hamal ka karte ha

merike sharaf

hasool kowat wa shojahat dil ko kawi karna jang main fatahayabi dushmano ka shir or moze janvaro wa aseeb se bacha na ka liya amal , alwah taiyaar ki jate ha amraz main lakwa , kolinj , resha , or balgami amraz ka liya nakash amliyat karte ha

sharaf mushtare

hasool mal wa dolat , taraki rizq , taraki maratib , amdan k mukhalif zarahe peda karna ba andazo dolat ka sabab peda karna adahegee karaz or inamai iskimo se kismat khulna k liya tilsim taiyaar kiya jate ha amraz main se dewangee or pagalpan ka amraz door hona ka liya loheen taiyaar ki jate han


sharaf zahal =

jamat ki dushmani ya 2 shaksoo ki dushmani ko mohobat main se badal dena zameen ya nikha ya molazmat jana ka khatra ho to rook dena zameen ya jahedad jis ki kismat main na ho is ko sahab jahedat dena , kom per sirfaraze pana dushmano per fateh pana nakabil shekasat hastee banan ki loh or amaliyat karte ah

amraz main se tib ziq , tib maharka , taoon or degar hatelay amraz ko khatam karna ki Alwah or amliyat kareen

sharaf kamar

is din main kohi be waquat istarafj kiya jahe to waquat nehayat acha ha is waquat kohi kam shoro kiya jahe ya kohi kutba martab kiya jahe ya is waquat main kohi tassr hoob ka nakash kiya jahe ya zabta kohi nakash mertab kiya jahe ya kohi wazefa khowani amal shoro kiya jahe bohat nafa or monaseeb ha



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

tabah burj

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 30

tabah burj

As salamu allaiqum


burj ki tabah se be wakfiyat hona zaroore ha q k is se yeah maloom hota ha ka talib wa matloob ya 2 shakso main

mafikat ha ya nahi agar talib wa matloob ka burj ki tabah 1 he ho to mawafikat ha or in ka kam mawafikat ka jald ho jata ha

agar dono mokhalif tabah ka ho tu kam mushkel se hota ha ahse sorate main jab ka 2 mokhtaleef tabah main ijtama ka

amal kiya jahe to tavezaat dono ansaro ka motabik likha jate ha or istamal be her 2 tarah kiya jate ha or agar ahsa na

kareen gay to amal main kasoor waka ho ga agar tabah her 2 ki mawafiq ho tu ake he ansar ka motaliq nakash bana ga

ake jadool se waze karta ho


for example

2)abdul rehman ka burj hamal ha or najma ka burj kos ha to in dono main mawafikat ha q k inki tabah same ha garam koshak is liya indono main hoob ka amal jaldy kam karta ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com






Read More......

kawakib ki sadat wa nahosat

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 12

kawakib ki sadat wa nahosat


As salamu allaiqum


zahal = nahis akbar hai

merike = nahis asgar hai

atarad= mumtarij hai yani na sad hai or na nahis hai nahis setare se mila to nahis asar de or saad se mila to saad asar de

mushtare = saad akbar

zehra = saad asgar hai

shams = yeah saad hai

kamar = yeah be saad hai

zehra wa atarad ko saideen kehta hai

zohal wa mushtare ko ko alopain kehta hai

merike wa zohal ko nahistan kehta hai

zehra wa mushtare ko saideen kehta hai

ras wa zanb ko okatdeen kehta hai

sham merike wa zanb ko pani kawakib kehta hai

amal karte howa yeah zaroor yaad rakhe ka agar amal nahis kar rahe hai to nahis kawakib ki saat main amal kareen or nahis nazrate be ho to acha hai

for example

merike ki saat main amal kar rahe hai ya phir merike wa zahal ka mokabla ho ya tabaya ho

ishe tarah saad amal ho to saad setare ki saad main ya in k nazrate main amal kareen

saat ka ilm or nazrate ka bare main aglay chaptor main batao ga inshallah tala


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com






Read More......

kamar ka asrate

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 33
kamar ka asrate

As salamu allaiqum

yeah jan lay ka kamar hamare dunia ka fali nizam per hukum rah ha jab tak yeah mavafiq na ho afal main tasir peda nahi hote lahaza amal ya nakash taiyaar karte waquat kamar ki halat ka andaza kareen k is k mizaj ko samjha or yeah be maloom kareen ka wo saad ha ya nahis ha
kamar nahosat se tab pak hota ha jab k giran main na ho tahat al shah na ho tareka mohtarfa na ho akrab main ba halat haboot na ho. wabal na ho or nazrate nahis se wabista na ho tab ja kar amal saad apna faal zahir karte ha verna sakte or pareshani ka sewa kuch hath nahi ata or amal zaya hota ha belka bazz okat nateja ulta zahir hota ha
ha albata amal nahis ho to kamar ki nahosat jis qader zada ho gee amal ko otni he kowat mila gee kamar ba naznab her kam ka liya nahis hota ha kamar tahat alshah nahis hota ha sharaf kamar saad hota ha .
matlab tamam ikhtaraj se yeah ha k maksad k mawafiq pore pore wafikat ko hasil kareen ka yeah faisala kareen k aiya matloba maksaad k liya sahe waquat kon sa ha

agar kohi maksaad ka mawafiq waquat hath main na ah saka or nazdeki waquat main kohi umeed be na ho to tamam umor ko pora karte howa jo be mawafiq mil sake is ko kafe samajh lay bus is tasir kam hogee is kadar zada nhi hogee or jab be mokamal waquat hath lag jahe to yeah jan lay ka apka hath main built ah gahe ha or apka samna shekar ha amal main bal baraber be faraq nah ho ga

example

main chata ho ka amal hoob wa taskheer ka karo to is ka liya nazdeki mah joza intakhaab kiya yani mahi 22 ta 21 june agar mah shamsi ka tayoune kareen to talah waqaut joza lay gay q k joza in burj main se ake ha jis main taskheer k amal kaiya jate ha
yeah badi ha is liya nakash badi hoga roze ha din ko kareen gay seyahe sabaz ya zard lay ga ya kagaz in rango ka lay ga ya labas ya janamaz ya romal lay gay ya kamar burj joza main hoga tab amal kareen gay

joza ki jo sawa do manzil hote ha wo ha haka hanfa or zarah in main se 2 manzil mawafiq ha hanka or zarah dono theek ha saad ha or taskheer main kam date ha lahaza in main se ake k intahakhab kareen din jo ha jumara rat ya juma ka hona chaheya to behtar ha jab din ka tayoun ho jahe to saad mavafiq lay abb kamar ko deakha ka wo saad ha ya nahis agar saad ha to phir amal kamyab hoga kabe khata nahi kahe ga


note ( saath or kamar ki manzil agay ka chaptors main batao ga )


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com






Read More......

burj laily or roze

Bismillahir Rahman nir Raheem
chator no 34
burj laily or roze


As salamu allaiqum

amel ko maloom hona chaheya burj laily or roze ka bare main amliyat ka main amal karna se pehla yeah baat maloom honi chaheya ka burj laily or roze kya ha yeah maloom kareen k amal din ko karna ha ya raat ko waja yeah ha ka din k amal talah burj roze main kiya jate ha or raat k amal talah burj laily main kiya jate ha in talo main kamar herkat kar raha ho yani kamar ko in main rakhna chaheya lahaza jan la k agar talah burj roze se howa or amal raat ko kareen ga to amal fasid ho jahe ga ishe tarah agar burj laily se howa or amal din ko kiya to amal fasid ho jahe ga laken agar in main nazar saad howi to kuch asar ki umeed ki ja sakte ha or agar nahis howi to mazeed sakte or dushware ho gee
is jadool ko deakha to achi tarah se samajh ah jahe ga





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname

amel_soname@yahoo.com





Read More......

mahina ka kis hisa or kis din kon sa amal karna ha

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 35
mahina ka kis hisa or kis din kon sa amal karna ha

As salamu allaiqum

amal karna k mahina ka 3 hisa kiya gahe ha . jo maksoso kamo se wabasta ha yeah 10,10 din per
kiya ha in ko or mah kamre shomar ho ga


awal ashra . main afzoroni ja wa mertabah wa hasan wa taraki or hasool k amliyat karna chaheya

dosara ashra . main ahtalaf wasal , jazab koloob , kazahe hajat wagera k amal karna chaheya

tesara ashra main . zilat adavat . kharabi zarat , bagh mawashe katah olad halaki dushman awara bana na

tabahe wa barbadi , karobar per bandish nooksan dena khasosan akhare 3 raat bare kam ki hote ha 28,29or 30 we raat

kis din kaun sa amal kiya jata ha yeah be bata deta ho

her ake din maksos asar ka hamel hota ha or ishe asar ka is din kam karna kamyabi deta ha

pir . wasat rizq , shafa_E_amraz

mangal . nafaq wa adavat

budh . taraki mertabah taskheer hokam , zaban bandi

jumarate . taraki dolat

juma . mohabat

hafta halaki wa sargardani ada , zaban bandi

itvar . taraki taskheer


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

mohobat k amal karna ki sharayat

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 36
mohobat k amal karna ki sharayat

As salamu allaiqum

1 aftab burj zojisden main ho

2 zehra ya atarad ya kamar apna mashook k talah se 11 we ya 5we ya 3re ghar main ho

or merike wa zohal ki nazar doste kisi nake jaga 3re ya 5we ya 11 we burj main ho or

agar zehra ya kamar ya atarad sharaf main ho to or be bohat behtar ha

3 talah waquat burj zojisden main se ho ya saad ho

4 din juma ya budh ya jomarat ya somwar ka ho

5 sath zehra ya mushtare ho

6 rojal gayab daheni taraf ya samna na ho

7 kamar dar akrab na ho or saad kawakid k sath saad nazrate rakhta ho

8 arabic mahino ki saad tareka ho

9 mehboob k talah k hisab se tareki saad akber ho

10 mahina jamali ho

11 manzil saad ho

kapre safaid pehan kar ya ahsa kapra jo setare ka rang ka mawafiq ho

tamam saman pass rakh lay bakhor jalahe thore se methi cheez samna rakh lay

or baki cheezo ko dehan main rakhta howa amal kareen jab amal khatam ho to methi

asia per dam kareen or kharate karde


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

sharayat bugz ka amal karna ki

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 37
sharayat bugz ka amal karna ki

As salamu allaiqum

jumla amal ki halakat , zaban bandi , bugz , wa adawat , dafa aseeb wagera ka asool yeah ha
merike ka kam ha jang wa jadool wa khonaraze wa am afat arze wa samawe ha zohal nafaq wa adavat se talook rakhta ha is liya in dono k nahis talookat se he yeah kam kiya jate ha

1 aftab burj monkalib main ho
2 marike ya zohal khana wabal main ho ya mokabla merike wa zohla ya tarbeh ya keran kamar ba merike ya kamar ba zohal ho ya shams k sath in dono ka tarbeh ya mokabla ho ya her dono shaks k kawakib main nazar mokabla ya tarbah ho
3 talah burj monkalib ho ya nahis ho
4 din mangel ya hafta ka ho
5 sath merike ya zohal ki ho
6 rojal gayab samna na ho
7 kamar burj akrab main ya zawal main ho ya nahis nazraat rakhta ho ya kamar talah se 6 ya 8 ya 12 main ho
8 arabic mahino ki saad tareka na ho
9 talah shams ki mokhalif tareka ho
10 mah jalali ho
11 manzil saad na ho
black kapre pehan kar ya red romal sir per pehan kar amal kareen
hisar zaroor karna ha tamam saman apna pass rakhe
bakhor jalahe mokelat ki jo giza ha us ko samna rakh lay or mu main kohi talak cheez rakh lay
example kali mirch , namak , nim , wagera
merike wa zohal ka kawakib ka salam pareen
phir niyat kar ka jo amal taiyaar kiya ho wo pareen
or baki cheezo ko dehan main rakhta howa amal kareen
inshallah mehnat zaya nahi hogee


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

sharayat sabit ka amal karna ki

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 38
sharayat sabit ka amal karna ki


As salamu allaiqum


1 aftab burj sabit main ho

2 kawakib talib burj sabat main ho or is ki nazar kisi be setare se taslis ya tasdes ki ho ya saad kawakib ho to halat kiran main ho agar marad ho to shams wa zahal main nazar saad ho agar orate ho to zehra or zahal main nazar saad ho ya kawakib zahal kisi nake jaga saad halat main ho

3 talah waquat burj sabit ho

4 din itvar ya budh ya jumarate ya juma ho

5 saat motalkat wo ha jo is setare ki ho jo ba kowat ho

6 rojal bel gayab samna na ho

7 kamar burj sabit main ya sharaf main ho is ki nazar saad kawakib se saad ho ya kawakib sahil se saad nazar rakhta ho

8 arabic mahino ki saad tareke ho

9 sahil ka talah ki tareka saad main se kohi tareke ho

10 mahina jamali ho

poshak safaid pehan kar ya safaid kapre pehan kar beth kar amal kareen hisar kareen

jumla saman pass rakhe bakhore jalahe nayaz k liya jo giza ho wo samna rakhe mu main kisi cheez ko rakh na ki zaroorate nahi . kushaboo lagahe or davat kawakib kam ka motalka salam pareen phir niyat amal daroosat kar k amal jo be taiyaar kiya ha wo pareen jab amal khatam h to neyaz ki asia per khatam delahe or jab sahil istamal kareen to hasab taufeeq sadka ya kherate kareen inshallah zaroore kamyabi ho gee


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

ayam nahis talah

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 39
ayam nahis talah


As salamu allaiqum

jis shaks ka jo talah nikal wo in aiyam main amal khair se bazz rahe albata amal shar main is ko kamyabi ho gee

in tareko ka elawa baki tareka saad ha

hamal 29,20,11,6

sor 4, 9,24,25,28

joza 4,13,17,28,30

sartan 8,13,18,20,28

asad 6 ,13, 16, 21 ,25

sunbola 6 ,17, 22

meazan 22 ,23, 28

akrab 4,9, 13, 15, 24, 28

kos 4, 19, 9 ,13

jadi 17, 22, 24, 25

dilo 12 ,17, 23, 30

hoot 13, 24, 29


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

manazil kamar







Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname

amel_soname@yahoo.com





Read More......

saath

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 41
saath

As salamu allaiqum

kis din kon sa amal kareen ga us ka liya khas waqut talash karna perta ha haq tala ny setaro main tarah tarah ki tasir ata farmahe ha or alam sifli ko alam alwi ka tabah kiya ha kohi setara saad ha to kohi setara nahis jis waquat setara saad hota ha to kam banta ha jab nahis hota ha to kam bigarta ha yeah 7 setara ha shab wa roz dora karte ha in ka dora karna ka khas nezam ha ahla najoom na in ki sate mokarar ki ha or her sath ki tasir be likhi ha yeah tasir amal perna or taveez likhna main bohat aham ha in ka khilaf amal karna se barbadi ho jate ha or kuch tasir nahi deakhe date
amel ka liya lazim hota ha ka jab amal karna ya taveez likh na ka kasad kareen tu is ki saath ko talash kareen jo is ka maksaad ka mawafiq ho yeah maloom karna chaheya ka ajj kis setare ki hakomat ha or kis ka matahat setare ka dora ha or wo saad ha ya nahi or kis kisam ki tasir ka hamel ha

saath nikal na ka tareka sab se pehla roz ana ka tuloh wa garab maloom kareen
for example pir ka din tulah aftab 6.30 minute per ha to 6.30minute se la kar 7.30 minute tak kamar ki saath hoge sath 1 ganta ki hote ha phir 7.30 se 8.30 tak zahal ki saath hogee
phir ishe tarah tartib war merike ,aftab , zehra , atarad , kamar or phir wohe zahal mishtare wegara wegara you he 24 ganta saatho ka chaker laga rehta ha


din ki saatho ka jadool tuloh aftab se garoob aftab tak


raat ki sato ka jadool garoob aftab se taloh aftab tak




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname

amel_soname@yahoo.com





Read More......

kin saatho main kon sa amal kareen

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 42
kin saatho main kon sa amal kareen


As salamu allaiqum


saath mushtare = main rizq ki zayate , taraki , taskheer mohobat , gayab ko bolana , dafa bemare , taraki elim , wegara ka amal kareen

saath zehra = zaban bandi , khoweb bandi , wegara wegara zehra orato se mansoob ha

saath atarad = mohabat , khoweb bandi , zaban bandi , tig bandi , ka amal kareen

saath shams = taskheer salateen or badshah , shafa amraz, wegara wegara ka amal kareen

saath kamar = mohobat wa ikhlas , shafahe amraz , wegara wegara

saath zohal = halaki dushman , dushman ka ghar ko barbad karna , dushman ka ghar ko viran karna , her kisam ki tabahe wa barbadi , shar ka tamam amal kareen

saath merike = adavat wa tafrike , makhore ada , jang wa mokadmat main mokabel ki shekasat wa halakat ka amal kareen

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

okat ki takseem

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 43
okat ki takseem

As salamu allaiqum


din main kuch okat hote ha jo amal karna main zoor asar hote ha


waquat sobah

mohobat , taskheer , taraki , rozgar , kashahish rizq wegara wegara ka liya zor asar ha

waquat neem chast

sehat azbemare ka liya bohat zoor asar ha

waquat zohar

adavat bugz , halakat , zaban bandi , wegara wegara k liya zoor asar ha

waquat isha

khoweb bandi , istakhara , taraki maratib ka liya zoor asar ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

setaro ka nazrate

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 44
setaro ka nazrate

As salamu allaiqum


amliyat main nazrate ka kanoon bohat pur tasir hota ha 2 setaro ka darmayan makhsos nazar makhsoos tasir peda hote ha is ko maloom karna ka tareka yeah ha

kiran =

jab 2 setaro main ake he burj main ake he darja per ho to usko kiran kehta ha kiran saa setaro ka saad hota ha or nahis setaro ka nahis hota ha saad kawakib shams , kamar , atarad ,zehra or mushtare ha nahis kawakib merike zohal Uranus ,neptune ha

tarbah

jab 2 setaro ka darmayan 90 darja ka fasala ho to isko tarbah kehta ha is waquat setaro se dosara setara 4 ghar main hota ha yeah nahis asgar hote ha is ki tasir bamanzila kam hote ha is main tamam nahis kam kiya jate ha

mokabla

jab 2 setaro ka darmayan 180 darja ka fasala ho or her 2 setare mokabal k burjo main ho to nazar mokabla kehlate ha yeah waquat nahis akbar jina jata ha yeah dushman ki kamel nazar kehtalate ha adavat , mokabla jang wa jadool ki tasir dono setaro mani peda ho jate ha is liya is waquat main 2 shakso ka darmayan main jodahe , jang talaq , nafaq , advat ka amal karna chaheya nayaz bemar karna , zalil karna tabah karna be ishe waquat main behtar rahe ga


tasdis

jab do setaro ka darmayan 60 darja ka fasala ho to usko tasdis ki nazar kaha jata ha ake setara dosare burj ka 3 ghar main hota ha yeah nazar saad asgar hote ha nim doste hote ha saad amliyat or saad duniyawe kamo ka liya acha rehta ha yeah waquat jin setaro ka darmayan yeah nazar ho arze doste peda ho jate ha


taslis

jab 2 setaro ka darmayan 120 darja ka fasala ho yani ake setare se dosara 5 ghar main ho to yeah nazar taslis kehlate ha yeah kamil doste ki nazar ha jin setaro ka darmayan yeah nazar ho wo dost ban jate ha mokhalif dushman main milat hota ha is waquat main doste hoob ka amal karna behtar hota ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

nazraat or amliyat

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 45
nazraat or amliyat

As salamu allaiqum

do setaro ka darmayabn jo nazar kahim hote ha wo ake khas tasir zahir karte ha yeah nazraat kawakib k darmayan saad ya nahis asar zahir karte ha amliyat main in ki tasir se kam liya jata ha or yeah moka bohat mosir hota ha

is jadool ko deakha achi tarah samajh ah jahe ga




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......

kiranat or amliyat

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 46
kiranat or amliyat


As salamu allaiqum


jesa ka main pehla be bata choka ho kiranat ka bare main saad setaro ka saad hota ha or nahis setaro ka nahis hota ha ake jadool deakhata ho is se apki or assani ho jahe gee kiran ko deak kar amal karna main

jadool yeah ha





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Read More......