Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

setaro ka apous main talokaat

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 11
setaro ka apous main talokaat

As salamu allaiqum

setaro ki doste or dushmani jana be zaroore hai jesa k mana pichla chaptor main bataya tha ka burj nikal

kar hoob or bugz ka amal karna perta hai q k setaro ka talookat deakna perta hai abb main apko ahsa

jadool show karo ga jis se apko assani se samajh ah jahe ga ka setaro ka apious main kya talookat hai


jis khana main likha hai dost to wo wo setare dost hai or jis khana main masawe likha hai wo setare ka sath

na dost hai or na dushman or jis khana main dushman likha hai wo setare ka sath dushman hai


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

1 comments:

mra star konsa hy kya mjy name sy pta chal skta or kesy??