Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

elim najoom

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 1
elim najoom
AS salamu allaiqum


amal , tilsim, taveez , is baat ka mohtaj hote hai k in k liya porre poore

mawafikat ka saman mohoya kiya jahe sare cheze moheya karna main jo asar

peda karta hai wo waquat hai waquat ka maloom karna sab se aham or

mushkel hai yeah jan lay k kamar hamare duniya ka nizam k hukumran hai jab

tak yeah mawafiq na ho to hamara amal , taveez , tilsim main asar peda nahi

hota lahaza apna amal main asar peda karna ka liya in tareko k khas khail

rakhe

1 aiya din matloba amal kamawafiq hai , is ko jana ka liya roz ana kamar kis

manzil per ha kamar ki roz ana herkat ko deak na parta hai ka kamar sad hai

ya nahis hai main yeah tareka apko guide kardo ga aglay chaptors main

2 yeah maloom kareen k amal din ko karna hai ya raat ko waja yeah hai ka din

k amal talah burj roze main kiya jate hai ro raat ka amal talah burj laily main

kiya jate hai in talo main kamar herkat kar raha ho yani kamalr ko in main

rakhna chaheya lahaza jan lay k agar tala burj roze se hoa or amal raat ko

kareen gay to fasid ho jahe ga is tarah agar tala burj laili se ho or amal din ko

kareen gay to amal fasid ho jahe ga laken i agar in main nazar saad ho tu

kuch salaheyat asar ki umeed ki ja sakte hai or agar nahis ho to mazeed sakte

or dushware ka andasha hota hai

yaad rakhe k tartib dar ake burj din se talook hai dosare raat se , ishe tarah k

burj hamal din se talook hai or burj soor raat se talook hai

3 burj ki ba lahas 2 kisam hote hai ake mostakimahtul tuloh or dosara

maojatul tuloh dono ka khas khail rakhe


kamar ki halat ka anda kareen is ko samjha ka yeah amal karte waquat wo

saad halat main hai ya nahis main

kamar nahosat se tab pak hota hai jab k girhan na ho tahat al sha na ho tareka

motarfa na ho , akrab main ba halat haboot na ho wabal main na ho or nazraat

nahis se wabasta na ho tab ja kar apna amal saad main fal zahir karta hai

verna sakte or pareshani ka sewa kuch hath nahi ata or amal zaya ho jata hai

palka bazz okat natija ulta zahire hota hai jesa hoob ka liya amal kiya to .

bajahe hoob hona ka undono main larahe ho rahe hote hai

or be bohat saree bateen hai jo main apko agay chaptor main batao ga yeah

elim mushkel hai ot itni aram se samajh nahi ata is liya abe jo mana yeah bata

batahe hai apka samajh nahi ahe gee jab tak app sab cheezo ko bakhobi jan

na lay yeah cheeze or in ki tamam herkat or in ka nam aglay chaptor main achi

tarah waze tareka se samjha do ga inshallah



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

0 comments: