setaro ki giza
chaptor no 14
setaro ki giza
As salamu allaiqum
amal or amliyat se setaro ki giza ka be gehra talook hai is k yeah matlab nahi hai ka setare khana khate hai
yaha per main apko yeah baat samjhana chata ho ka alfaz hurf taji se ismahe bare tala mertab hai wa
mazeen hai or ismahe mobarka se motalookkahe kahe mokel hai jo is nam se apna parvar degar ki shab
wa roz tazbi karte hai or inhe imahe rabani se her ake setara wabasta hai in mokeleen se be or seyargan se
be . seyargan ki gehre wabastage hai yeah ake dosare se alada ho nahi sakta lahaza gezahe seyar gan
yeah hai k jis tarah bakhorate rashan kiya jate hai or in k setaro or in ka mokeleen se gehra talook hai ishe
tarah in asia mazkora ka be seyargan wa mokeleen se wesahe talook hai or yeah be ibtadahe amal main
banam seyargan or mokeleen rakh jate hai bas shoro din jo amal kareen to sheerni , mewa or jo giza
tabiyat ka mawafiq ho amal or dosare setare k lahaz se rakhe taka mokeleen kush ho or rajat se mehfooz
ho or amal kamayabe ki manzil per pouch jahe yeah ake kisam ka sadka amal hai or rz amal ki khowandage
ka baad ya to nazar darya kareen ya kisi gareeb laken solah ko den jo haq dar ho inshallah tala amel is
amal ka amel ho jahe ga
aftab = iter , golab , dal chana , shahad , sheerni kushbudar mewa , zarda shereen
kamar = dood , chawal , dood khalis, ghee, metha , shakar safaid , chawal safaid , mewa hindi , jo metha ho ,
kiora , golab ,
merike = roti kamere , gost , kabab , pati sag , mirch surak , tail talak , dal masoor , mewa , tursh , kushbu
tand wa tazz
atarad = chawal , dal mong , hindi ya walahete mewa , pista sabaz , char magaz , angoor , anar, roti ,
parata , sab kisam ki kushbu
mushtare = dood , chawal , zarada , mewa walayate , shahad , misre , shaker , roti kamere , iter golab
zehra = dood , chawal , zarda , lon wagera, shahad ka halwa , dal chana , iter , sag chawal
zohal = orad ki kichre , tail seya , baygan , karwe mewa , iter mati
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
0 comments:
Post a Comment