Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

maratib seyargan

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 27

maratib seyargan


As salamua allaiqum


elim najoom main maratib setara us ko kehta hai ka setara burj ka ka maksos darjo main ahe yeah maksos darjo main se

setara ko aoj , haziz , tarfa , wabal , farah , tarfa lagta hai

is ki main apko detail ka sath bata ho taka apko assani se samajh main ah jahe


her setara jo hai 12 burjo main apna safer tah karta hai wo abb is safer ka doran wo burjo ka maksos darjo main se

gozarta hai to wo kabe

aoj main hota hai to kabe wabal main elim najoom main amil ka liya yeah baateen maloon hona zaroore hai


asrate

1 burj aoj main jab setra hota hai to bolandi wa sarfaraze lata hai sharaf se is ki kowat dosare darja per hote hai taraki or

hasool azo wa jo ka amal karna chaheya

2 burj haziz main jab setara hota hai to paste wa garawat per dalalat karta hai kisi ko martabah se girana ya kahim ki

nazroo main zalil karna ka amal karna chayea

3 burj wabal main jab setara hota hai to dushmano ki tabahe wa barbadi ka amal karna chaheya

4 burj tarja main jab burj setara hota hai to taraki ka amal karna chaheya

5 burj farah main jab burj setara hota hai to farhat wa kushe or rafa gham k amal karna chaheya

6 burj tarah main jab burj setara hota hai to mokhalifo ko pareshan karna ka amal or amraz wa gham ko mosalat karna

ka amal karna chaheya



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

0 comments: