Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

daryaft karna lagan

Bismillahir Rahman nir Raheem


chaptor no 26

daryaft karna lagan

As salamu allaiqum


jab sinkirat maloom ho choki tu abb lagan ka daryafat karna ka tareka bata deta ho lahaza yeah deakha k aftab kis burj

main hai or jab aftab ka kayam burj maloom ho jahe yani dosare burj main jana tak her roz waquat tolu hote aftab ka

wohe burj is ki lagan ho ga choka din or raat ki 60 gareya hote hai is liya 6 lagan din k or 6 lagan raat ki hoo gee maslan

agar aftab burj hamal main hai to her roz tulo aftab ka waquat lagan hamal hoga or or 5 gare k baad sor lagan phir 5 gare

ka bad joza lagan hoga ishe tarah her 5 gare k baad lagan badelte rahe gay or aglay din phir wohe burj lagan hoga jis

burj main aftab hoga al bata raat wa din ki kami bashe ka khail rahe jab raat wa din baraber ho gay to lagno ki tadat

baraber hogee yani ishe halat main 6 lagan din k or 6 lagan raat k ho gay or jab din chota ho ga to din ka lagno ka waquat

5 gare se kam hoga or raat k lagno ka waquat bar jahe gay barkhlaf is k jab din bara hoga to raat ki lagno ka waquat kam

(5gare se )ho jahe ga or din ka lagno ka waquat ber jahe ga

ake jadool dekhata ho is se apko acha or behtar samajh ah jahe ga



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

1 comments:

Wallaikum Assalam,,, sinkerat or lagan ki smaj ni i is se pehli post ALLAH k hukam se smaj agai hai,, masla ye hai k... sal sams ko 4 braber hiso mein takseem karna matlab example de dain ta k smaj ajay,,