Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

sharfat kawakib

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 29

sharfat kawakib


As salamu allaiqum


sharaf sham =

hasool maratib , jah wa monzilat , dushmano per fatayabi , azmat or fatohat ka liya nakosh wa alwah taiyaar ki jate ha hamal loh per sehar galib nahi hota na kohi shaks galib ahsakta ha na mosalat ho sakta ha or is ki loh talah per taiyaar ki jate ha waja almofasil or bohat sare dardo se aman main rakhna k amliyat taiyar kiya jate ha .


sharaf atarad =

takseer afsaran wa hokam , taskher ahla kalam , kawi alhafza , hona ka liya mobahasa amli main fokiyat ka liya hasool aloom hakmiya or kamyabi imtaham k liya , kund zehni door karna kowat fizahat or balagat ko hasil karna ka liya alwa taiyaar ki jate ha amraz main se malikholiya , sirah , fateral or bacho k khowab ki ya badare main darna ki alwa taiyaar karte ha


sharf zehra =

tashkeer khalaq , taskheer mustowrat mozma , taskheer mahboob , taskheer kalab , or raju khalaq ki alwah ki jate ha karobare seyase admi doctor tabib or dukandar k liya raju khalaq k amliyat bante ha jo bahis amdan azat wa shorat hote ha amraz main jo orateen k maraz hote ha hefazat hamal ka karte ha

merike sharaf

hasool kowat wa shojahat dil ko kawi karna jang main fatahayabi dushmano ka shir or moze janvaro wa aseeb se bacha na ka liya amal , alwah taiyaar ki jate ha amraz main lakwa , kolinj , resha , or balgami amraz ka liya nakash amliyat karte ha

sharaf mushtare

hasool mal wa dolat , taraki rizq , taraki maratib , amdan k mukhalif zarahe peda karna ba andazo dolat ka sabab peda karna adahegee karaz or inamai iskimo se kismat khulna k liya tilsim taiyaar kiya jate ha amraz main se dewangee or pagalpan ka amraz door hona ka liya loheen taiyaar ki jate han


sharaf zahal =

jamat ki dushmani ya 2 shaksoo ki dushmani ko mohobat main se badal dena zameen ya nikha ya molazmat jana ka khatra ho to rook dena zameen ya jahedad jis ki kismat main na ho is ko sahab jahedat dena , kom per sirfaraze pana dushmano per fateh pana nakabil shekasat hastee banan ki loh or amaliyat karte ah

amraz main se tib ziq , tib maharka , taoon or degar hatelay amraz ko khatam karna ki Alwah or amliyat kareen

sharaf kamar

is din main kohi be waquat istarafj kiya jahe to waquat nehayat acha ha is waquat kohi kam shoro kiya jahe ya kohi kutba martab kiya jahe ya is waquat main kohi tassr hoob ka nakash kiya jahe ya zabta kohi nakash mertab kiya jahe ya kohi wazefa khowani amal shoro kiya jahe bohat nafa or monaseeb ha



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

0 comments: