Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

burj ki mahabat

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 6

burj ki mahabat

AS salamu allaiqum


burj 3 mahabat ka hote hai


1 agar amal adavat main se hai or 2 shakso k darmayan larahe karana maksood hai k in main ake he tasir zahire kareen to loh per ya amal waquat likhna chaheya jab ka talah burjh monkalib ho shams burj talah main ho or kamar is ka satwa ghar main ho ya sahib talah or kamar ka mokabla ho or sath zahal ya merike ki ho or kamar nahosat main ho nahis kawakib ki is per nahis nazar ho to ahsa waquat amal makore adat nafaq adavat fasad , tabahe wa barbadi , tanzol martabah , bemare , halakat ka amal kiya jate hai , hoob ka amal burj monkalib main hergez na pareen ka ahsa karna se taseer ulti sabit ho gee yani bajahe mohobat ka larahe ho gee

burj monkalib

hamal , sartan , meazan , or jadi


ishe tarah agar amal mohobat karna hai ya kisi sil sila main taksir ki zaroorate hai to yeah is waquat karna chaheya jab k talah waquat burj zojisden main ho kamar burj talah main ho shams wa kamar ki apas main nazar taslis ya tasdes ho or sath zehra ya mushtare ki ho agar talah main zehra ya mushtare ho or kamar ka sath is kaki nazar sad ho ya sad kawakib ka nazrate talah se sad ho ya talah main amal ka motalka kawakib ho or kamar her kisim ki nahosat se pak ho tu hoob wa taskhir k amal taiyaar karna bohat mosir hota hai or mukamal asar zahir hota hai amal ka

burj zojisden

juza , sumbala , kos , or hoot


agar amal sabat wa kayam k maksad k motalik ho maslan molazmat kahim rahe, jahedat ka masla , ya kisi cheez ko mahfooz karna , ya kisi ka pass pasa pahe na ho , rizq ka liya dukan ki barkat ka liya or dosare kam burj sabit main kareen

burj sabit

sor , asad , akrab , or dilo


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname

amel_soname@yahoo.com


0 comments: