setaro ka nazrate
chaptor no 44
setaro ka nazrate
As salamu allaiqum
amliyat main nazrate ka kanoon bohat pur tasir hota ha 2 setaro ka darmayan makhsos nazar makhsoos tasir peda hote ha is ko maloom karna ka tareka yeah ha
kiran =
jab 2 setaro main ake he burj main ake he darja per ho to usko kiran kehta ha kiran saa setaro ka saad hota ha or nahis setaro ka nahis hota ha saad kawakib shams , kamar , atarad ,zehra or mushtare ha nahis kawakib merike zohal Uranus ,neptune ha
tarbah
jab 2 setaro ka darmayan 90 darja ka fasala ho to isko tarbah kehta ha is waquat setaro se dosara setara 4 ghar main hota ha yeah nahis asgar hote ha is ki tasir bamanzila kam hote ha is main tamam nahis kam kiya jate ha
mokabla
jab 2 setaro ka darmayan 180 darja ka fasala ho or her 2 setare mokabal k burjo main ho to nazar mokabla kehlate ha yeah waquat nahis akbar jina jata ha yeah dushman ki kamel nazar kehtalate ha adavat , mokabla jang wa jadool ki tasir dono setaro mani peda ho jate ha is liya is waquat main 2 shakso ka darmayan main jodahe , jang talaq , nafaq , advat ka amal karna chaheya nayaz bemar karna , zalil karna tabah karna be ishe waquat main behtar rahe ga
tasdis
jab do setaro ka darmayan 60 darja ka fasala ho to usko tasdis ki nazar kaha jata ha ake setara dosare burj ka 3 ghar main hota ha yeah nazar saad asgar hote ha nim doste hote ha saad amliyat or saad duniyawe kamo ka liya acha rehta ha yeah waquat jin setaro ka darmayan yeah nazar ho arze doste peda ho jate ha
taslis
jab 2 setaro ka darmayan 120 darja ka fasala ho yani ake setare se dosara 5 ghar main ho to yeah nazar taslis kehlate ha yeah kamil doste ki nazar ha jin setaro ka darmayan yeah nazar ho wo dost ban jate ha mokhalif dushman main milat hota ha is waquat main doste hoob ka amal karna behtar hota ha
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
0 comments:
Post a Comment