Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

burj ki detail

Bismillahir Rahman nir Raheem

chaptor no 8

burj ki detail

As salamu allaiqum

burj hamal =

yeah pehla burj hai rang zard surk hai tabiat is ki shereen hai jahat mashrik hia , khana merik hai , wabal zehra , sharaf aftab , 19 darja per haboot zohal , muzakar monkalib , mansoba mah mohram ul haram

burj sor=
yeah dosara burj hai rang seya wa sabz tabiyat talkh wa tazz hai jehat jaboob khana zehra , wabal merik , sharaf kamar, monis , sabit, mansoba mah safar al mozafar

burj joza
yeah burj 3 hai rang safaid mahil ba zarde tabiyat shor jehat magribh khana atarad , wabal mushtare , sharaf ras , mozakar zojisdin mansoob mah rabe_e_awal .

burj sartan yeah 4 burj hai rang safaid motlaq tabiyat sheren jehat shomal khana kamar , wabal zahal sharaf mushtare , haboot merike , monis , monkalib
masoob mah rabe_u_sani

burj asad

yeah 5 burj hai rang zarad wa surak tabiyat shreen jehat mashrik khana shams , wabal zahal , mozakar monkalib , masoob mah jamade_E_awal

burj sunbola
yeah 6 burj hai rang khaki sabz zarad kuch na saya bataya hai is ka tabiyat talkh tazz jehat janoob khana atarad , wabal mushtare , sharaf atarad , haboot zehra , monis zojisden , mansoob mah jamade_u_sani

burj meazan

yeah burj 7 burj hai rang safaid kadre zarad tabiyat shor jehat magrib khana zehra , wabal merike sharaf zahal haboot aftab mozakar monkalib , mansoob mah rajab .

burj akrab

yeah burj 8 wa burj hai rang surk tabiyat shereen jehat shomal khana merike wabal , zehra , haboot kamar , monis sabit mansoob mah shaban

burj kos
yeah 9 burj hai rang zard surk tabiyat shereen jehat mashrik khana mushtare wabal atarad , haboot zanab wa ras mozakar zojisden

burj jadi

yeah 10 wa burj hai rang seya sabz tabiyat talkh motlak khana zahal wabal kamar sharaf merike haboot mushtare monis monkalib mansoob mah shawal

burj dilo

yeh 11 wa burj hai rang safaid sabz bazz zard batate hai tabiyat talkh motlak khana zahal wabal aftab mozakar mansoob mah zekad jehat magrib

burj hoot

yeah burj 12 wa burj hai rang safaid motlaq tabiyat shreen jehat shomal khana mushtare wabal haboot atarad sharaf zehra monis zojisden masoob mah zil haj



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

2 comments:

how can i chak my sitar

Assalam_u_alaikum mera naam hina hai or mujhpe sitaaro ki gardish hai. Jiske vajah se mera koi kaam nahi ho raha hai. Mujhe ab Tak job nahi mili. Mujhe apki zarurat hai please mujhe reply kisi ye.