kamar dar akrab
chaptor no 16
kamar dar akrab
As salamu allaiqum
amel ko kamar dar akrab ka bare main be pata hona chaheya a k is ka talook nahosat se hai maloom hona
chaheya ka her mahina main burj akrab ki badshahhat arahe din ki hote hai akrab bicho ko kehta hai or
bicho ka kam dang marna ka hota hai moka milta he zeh roh ko begar nooksan poucha he nahi rehta yahe
kafiyat is burj ki hai ka agar is ka zamana main badshahat main kohi kam new shoro kiya jahe to wo kabe
be behtar nahi hota is liya amel ko zamana akrab main kohi kam jaded nahi karnaq chaheya jab kamar ka
zamana ahe to nahosat ka amal karna chaheya q k yeah tir ki tarah kam karta hai amal
roz ana herkat kamar ko maloom karna ka liya dahera al burj ko 28 hiso main takseem kiya hai inko mana
zil kamar kehta hai choka kamar 27 roz 7 ganta 23 wakfiya ka hota hai is liya hookmahe unan ny is ki kasar
ko pora kar ka 28 manazil per kardeya hai abb kamar jo hai 28 manzilo se hai . kamar baroz ake manzil dora
karta hai bus morad kamar dar akrab se kamar ka kalab ul akrab per pouch na hai jo 18we manzil hai or is
waquat kamar burj akrab main hota hai sorte awal main yani manzil kalab main rehna ka zamana ake din or
raat hai or dosare sorate main yani kamar ka burj akrab main rehna ka zamana do din raat or ake tahahe
hota hai yani takrebon 56 ganta q k ishe kadar kamar ake burj main rehta hai
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
0 comments:
Post a Comment