Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

saath

Bismillahir Rahman nir Raheem
chaptor no 41
saath

As salamu allaiqum

kis din kon sa amal kareen ga us ka liya khas waqut talash karna perta ha haq tala ny setaro main tarah tarah ki tasir ata farmahe ha or alam sifli ko alam alwi ka tabah kiya ha kohi setara saad ha to kohi setara nahis jis waquat setara saad hota ha to kam banta ha jab nahis hota ha to kam bigarta ha yeah 7 setara ha shab wa roz dora karte ha in ka dora karna ka khas nezam ha ahla najoom na in ki sate mokarar ki ha or her sath ki tasir be likhi ha yeah tasir amal perna or taveez likhna main bohat aham ha in ka khilaf amal karna se barbadi ho jate ha or kuch tasir nahi deakhe date
amel ka liya lazim hota ha ka jab amal karna ya taveez likh na ka kasad kareen tu is ki saath ko talash kareen jo is ka maksaad ka mawafiq ho yeah maloom karna chaheya ka ajj kis setare ki hakomat ha or kis ka matahat setare ka dora ha or wo saad ha ya nahi or kis kisam ki tasir ka hamel ha

saath nikal na ka tareka sab se pehla roz ana ka tuloh wa garab maloom kareen
for example pir ka din tulah aftab 6.30 minute per ha to 6.30minute se la kar 7.30 minute tak kamar ki saath hoge sath 1 ganta ki hote ha phir 7.30 se 8.30 tak zahal ki saath hogee
phir ishe tarah tartib war merike ,aftab , zehra , atarad , kamar or phir wohe zahal mishtare wegara wegara you he 24 ganta saatho ka chaker laga rehta ha


din ki saatho ka jadool tuloh aftab se garoob aftab tak


raat ki sato ka jadool garoob aftab se taloh aftab tak




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname

amel_soname@yahoo.com

0 comments: